FOJI KI NAUKRI ,, MANJIL KI SURUWAT

 FOJI KI NAUKRI


MANJIL KI SURUWAT





Tumhe chahte chahte ...tum me kho sa gya hu...


Tumhe dhundte dhundte ... gum sa ho gya hu ....


Is dagar me dr dr .... Bhatak rha hu

Tumhe chahne ko.... Taras RHA hu...


Wo tum hi ho... Jo dhundne ki chah bni h

Wanna is Jahan me ...kise koi chahta


Wakt ki iss killat me ... Apne sapne ko bhool sa gya hu ..... Sirf tumhe dhund rha hu


Ha wo baat or hai..Ki ..ki_tum_bhi Kari ho mere mansil ki....pr tum meri mansil to nahi


Har pl, har sanse ,har waqt .. apni mansil se pehle tumhe dhunta hu ... Tumhe chahta hu..kyuki...kyoki Tumse hi suru hogi meri mansil 


Tumhe chahte chahte..mere struggle ki...aadat ban gyi ho..

Mere mansil ki pehli sidhi ..tum hi ban gyi ho...


Tumhe pana mera pehla lakshya .. ho gya h...

Mil jao na..kyu ruthi ho mujse ... Tumhe  dhundna hi... Mera mukam .. bn gya h


Ho tum kis shaher me.. kis dagar me..

Tumhe dhundte dhundte ..kaha se kaha aa gya hu.. mai gum ho gya hu .


Tumhe rato bhar ghadta rehta hu... tumhari likhawat ko padhta rehta hu..


Tumhe pane ke rutwe me.. mai bhagta rehta hu...

.

.

.

.

.

Ye zid is dagar ki misal ban gyi h....


Muje chahne wale ,, mujse puch rhe h.


Tumhe pa kr rahunga ..... Tumhari zid ko thukra k rahunga


Tum kisi andheri kahar me lapata v ho jao..tumhe is kahar me v dhund kr rahunga...


Tumhe pa kr rahunga....

Tumhe pa kr rahunga...


#FOJI_KI_NAUKRI


WRITTER ......HEMANT JHA......

IN TRAIN

DATE..9 feb 2021

#DIL_KI_BAAT







Comments

Popular posts from this blog

OnePlus देगा 100000 भारतीय विद्यार्थी को घर में पढ़ने के लिए मोबाइल

15-4-2020 मेरी पहली कविता और मेरा पहला ब्लॉग